हे मेरे प्रान् तु क्यु गिर जात है
He Mere Praan Tu Kyu Gira Jata Hain
He Mere Praan Tu Kyu Gira Jata Hain
Tu man hi man kyu vyakul hain
Parmeshwar par bharosha rakh
Vo tere mukh ki chamak hain
1.Shok ke vastra pahan kar phirta hu main maara maara
Apne prakash aur sacchayi ko bhej
Vo mere mukh ki chamak hain
Aansu din aur raat ,mera aahar hain ban gaye
Log din bhar hain kahte tera parmeshwar hain kaha
Yahowa shakti prakat karega
Vo mere mukh ki chamak hain…………..