इम्मानुएल के लहू से एक सोता भरा है
Immanuel ke lahu se ek sota bhara hai
1. इम्मानुएल के लहू से, एक सोता भरा है,
जो पापी उसमें लेवे स्नान, रंग पाप का छूटता है।
2. वो डाकू उसे क्रूस पर देख, पाप मोचन पाया,
तब हम वैसे पापी उसी में, पाप अपना धोवें सब।
3. विश्वास से जब मैं देखता हूँ, उस दोषहीन रुधिर को,
मैं तेरी दया का बखान, नित करूँ मरने लौं।
4. हे मेमने, तेरे रक्त का गुण, कभी न मिटेगा,
और तेरी मंडली का बयां, सदा ही रहेगा।
5. और जब ये लड़खड़ाती जीभ, क़ब्र में चुप रहे,
तब तेरी स्तुति करूँगा, और मीठे रागों से।
1. immanuel ke lahu se, ek sota bhara hai,
jo paapi usmein leve snaan, rang paap ka chhootta hai.
2. woh daaku use kruus par dekh, paap mochan paaya,
tab hum waise paapi usi mein, paap apna dhovein sab.
3. vishwas se jab main dekhta hoon, us doshihin rudhir ko,
main teri daya ka bakhaan, nit karoon marne lon.
4. hey memne, tere rakt ka gun, kabhi na mitega,
aur teri mandali ka bayaan, sada hi rahega.
5. aur jab yeh ladkhadaati jeebh, kabr mein chup rahe,
tab teri stuti karunga, aur meethe raagon se.