Chhoo mujha chhoo khuda rooh
छू मुझे छू, खुदा रूह
मुझे छू (2)
मेरी जान को, मेरी रूह को
मेरे बदन को छू
छू मुझे छू, खुदा रूह, मुझे छू
1 मट्टी को कुम्हार जैसे
हाथों से अपनी सवाँरे (2)
यूँ ही कलामे खुदावंद
गूंदे हमें और निखारे
धो, मुझे धो, खुदा रूह मुझे धो
मेरी जान को, मेरी रूह को
मेरे बदन को छू
छू मुझे छू,
खुदा रूह, मुझे छू
2 आलूदगी जान जिस्म की
रूह की तू दूर कर दे
खौफ-ए-यहोवा हो कामिल
पाकीज़गी से तू भर दे
भर, मुझे भर, खुदा रूह, मुझे भर
मेरी जान को, मेरी रूह को
मेरे बदन को छू
छू मुझे छू,
खुदा रूह, मुझे छू
होटों को छू, सोचों को छू
ख्यालों को छू, ऐ यीशु;- छू मुझे छू...
छू मुझे छू, खुदा रूह
मुझे छू (2)
Chhoo, mujhe chhoo, Khuda rooh
Mujhe chhoo (2)
Meri jaan ko, meri rooh ko
Mere badan ko chhoo
Chhoo, mujhe chhoo, Khuda rooh, Mujhe chhoo
Matti ko kumhar jaise
Haathon se apni sanware
Yun hi kalaame khudawand
Gunde hame aur nikhare
Dho mujhe dho khuda ruh mujhe dho
Meri jaan ko, meri rooh ko
Mere badan ko chhoo
Chhoo, mujhe chhoo,
Khuda rooh, Mujhe chhoo
Aaludgi (dirtiness) jaan jism ki,
Ruh ki tu door kar de
Khauf e yahowaho kaamil
Paakizgi se tu bhar de
Bhar, mujhe bhar, khuda ruh, mujhe bhar
Meri jaan ko, meri rooh ko
Mere badan ko chhoo
Chhoo, mujhe chhoo,
Khuda rooh, Mujhe chhoo
hothon ko chhooo, socho ko chhoo
khayalo ko chhoo, ae yeshu;- chhoo...
Chhoo, mujhe chhoo, Khuda rooh
Mujhe chhoo (2)