Tere hi naam se mi lti hai rihaayi तेरे ही नाम से मिलती है रिहाई
[verse 1]
tere hi naam se, mi lti hai rihaayi
mukti di laaye, paapon se
teri samarth se, khada hu mai abhi
zinda bas tere hi, pyaar se
[pre-chorus]
andhon ko roshini diya,
teri mahima se mujko bhardiya
bimaron ko changa kiya
meri takat aur sahara tu bana
[chorus]
naa haroonga, mei jeeunga
tere chaya mai, rahoonga
har mushki l, mai sahoonga
mere saath, jo tu hai sada
[verse 2]
mujhko banaya, tere hi roop mai
apni hi athma se bhara
tune praan dekar mujhe bachaya
apnakar beta bana liya
[pre-chorus]
andhon ko roshini diya,
teri mahima se mujko bhardiya
bimaron ko changa kiya
meri takat aur sahara tu bana
[chorus]
naa haroonga, mei jeeunga
tere chaya mai, rahoonga
har mushki l, mai sahoonga
mere saath, jo tu hai sada
[bridge]
aasmano se, ooncha hai tera naam
samundar se, gehra hai tera pyaar
sitaro se bhi barpoor hai teri krupa